Gram Panchayat Goa mein आज यूनाइटेड अंतर्राष्ट्रीय मानव अधिकार ट्रस्ट की राष्ट्रीय अध्यक्ष श्रीमती मधु जी यादव के आदेश अनुसार संस्था के पदाधिकारियों द्वारा जागरूकता अभियान चलाया गया जिसमें महिलाओं को केंद्र सरकार व राज्य सरकार की योजनाओं की जानकारी दी और अपने अधिकारों से अवगत कराया महिलाओं पर हो रहे अत्याचार और संगठन के बारे में जानकारी दी जिसमें मुख्य तौर पर रीना पाल प्रदेश वरिष्ठ उपाध्यक्ष जी 🌹कमलेश अहिरवार निवाड़ी तहसील अध्यक्ष जी🌹 पूजा अहिरवार ओरछा तहसील अध्यक्ष जी 🌹मौजूद रही🙏🙏🙏🙏🙏🙏 Sanjay Nagar ki samast gram vasiyon dwara shikayat ki gai ki khadya vitran Karta society salesman dwara khadyan vitran mein dhandhli ki ja rahi hai jismein dallu pal s/o nange pal dwara shikayat ki pichhle 3 mahine se dallu pal ki Bahu Rajkumari pal ka Naam khadhy bitran Karta ke dwara kaha ja raha hai ki Rajkumari ka naam cut gya hai aur 3 Mah se usko rasan nahin diya ja raha hai United antar rashtriya Manav Adhikar Sansthan team dwara jaanch ki gai to Rajkumari ka naam computer mein darj tha Reena pal varist mahila Pradesh upadhyaksh Surendra Prakash Yadav jila adhyaksh Tikamgarh Pradeep Yadav jila adhyaksh niwadi Santosh Singh Pawar jila pravakta niwadi Asif Khan jila sachiv Tikamgarh Manohar Yadav baldevgarh block adhyaksh Balaram ahirwar prithvipur tahsil mahamantri dwara tahsil Sahab likhit mein aavedan diya tahsildar Sahab ne mamle ko gambhirta se liya
Posted inPhoto Content
Gram Panchayat Goa mein UIHRO संस्था के पदाधिकारियों द्वारा जागरूकता अभियान

